Becheiniyaan betaabiyaan
Deadlines ne kiya barbaadi-yaan
Ye dooriyaan majbooriyaan
Class ke baad sab bhag-jaani-yaan
Mushkil bada ye prof hai
Madhoshiyaan khaamoshiyaan
Class mein chaayi sannati-yaan
Oonchaaiyaan gehraaiyaan
Problems mein dubke mar-jaani-yaan
Mushkil bada ye prof hai
Tanhaaiyaan parchhaaiyaan
Last sem ke profs ki ghosti-yaan
Purvaaiyaan shehnaaiyaan
Prof ke bak-baki-yon ne di tangi-yaan
Angdaaiyaan Rusvaaiyaan
Pichle courses the harzaai-yaan
Chingaariyaan dushvaariyaan
Chal bhul ja pichle saal ki sardardi-yaan
But yaaron, Mushkil bada ye prof hai
Friday, October 3, 2008
Chalte Chalte - Pakeezah
Chalte chalte yuhi koi mil gaya tha
Marte marte yuhi koi subject le liya tha
Wohi tham ke rah gayi hai ..... meri raat dhalte dhalte
Wohi tham ke rahi gayi hai ..... mera dimag homework karte karte
Jo kahi gayi na mujhse ..... wo zamaana kah raha hai
Jo kari gayi na mujhse ..... wo har koi kar raha hai
Ke fasaana ban gayi hai ..... meri baat talte talte
Ke harzaana bhar chuka hu ..... late submission karte karte

Pehla Nasha - Jo Jita Wohi Sikander
Pehla nasha, pehla khuma ..... naya pyar hai naya intezaar
Pehla homework, mera notes kaha guma ..... naya prof hai naya grading ka bhaar
Kar lu main kya apna khaal ..... aye dil e bekraar mere dil bekaraar tu hi bata
Kar du kaise yeh assignment ..... aye dimaag e bekaar mere stupid dimaag tu hi bata
Udta hi firu in hawao mein kahi ..... ya main jhul jaau in ghataaon mein kahi
Bhatakta hi firu college mein kahi ..... ya main jhul jaau prof ke sar pe kahi
Ek kar du aasman aur zameen ..... kaho yaaron kya karu kya nahi
Ek kar du seniors aur mere notes ..... kaho yaaron kaise karu ya nahi
Usne baat ki kuch aise dhang se ..... sapne de gaya wo hazaaron rang ke
Uske notes kuch aise lagey tab se ..... sapne de gaya wo ek aur "A' ke
Rah jaau jaise main haar ke ..... aur chumey wo mujhe pyar se
So jaau main raat ko thak ke ..... aur "C" de prof mujhe pyar se
My Inspiration :

Subscribe to:
Posts (Atom)